Main tere liye main tere liye
Main tere liye main tere liye
Bhar bhar aachal pyar liye
Pyar liye main tere liye
Main tere liye
Bhar bhar aachal pyar liye
Pyar liye main tere liye
Main tere liye
Jis din se aankhe char huyi
Jis din se aankhe char huyi
Teri jeet huyi meri har huyi
Aur tars taras kar is dil mein
Ye hasrat kayi kayi bar huyi
Ke jag ki reeti riwazo ko
Main tod ke aa jau tere liye
Main tere liye
Bhar bhar aachal pyar liye
Pyar liye main tere liye
Main tere liye
Kyu sard hawa yun hasti hain
Kyu sard hawa yun hasti hain
Kyu khali dil ki basti hain
Wo pas bhi hokar door hain yun
Ki rat bhi tane kasti hain
Jise chaha tune tan man se
Tan man se
Jise chaha tune tan man se
Use pyar nahi kya tere liye
Hai tere liye bas tere liye
Ha tere liye bas tere liye
Jeevan bhar ka pyar liye
Pyar liye
Main tere liye tu mere liye
Tere pyar ne jeena sikhlaya
Tere pyar ne jeena sikhlaya
Jakhmo ko sina sikhlaya
Ye prem ka amrit ka pane tak
Kuch jahar bhi pina sikhlaya
Tujhe dekha tab hi than liya
Than liya
Tujhe dekha tab hi than liya
Ab jeena marna hain tere liye
Main tere liye tu mere liye
Jeevan bhar ka pyar liye
Pyar liye
Main tere liye main tere liye
Main tere liye
Main tere liye
Bas tere liye
Bas tere liye.
Anup Ghoshal
Amit Kumar
Bappi Lahiri
Anup Ghoshal
Amit Kumar