Nariyan sahar ki nariyan
Oye hoye ye nariyan
Sahar ki nariyan
Inki surat dekho
Tum dekho inki tayariya
Aayi kaha se is gaw
Mein sahar ki bimariya
Nariyan sahar ki nariyan
Oye hoye ye nariyan
Sahar ki nariyan
You fool bloody fool
You are a monkey donkey
You are a idiut bloody idiut
I will make you frenk
Chokre ye gaw ke chokre
Chhe chhe ye chokre
Gaw ke chokre
Duniya aage nikal gayi
Ye kitne pichhe rah gaye
Hamne chhu liya aasma
Ye pipal ke niche rah gaye
Chokre ye gaw ke chokre
Chhe chhe ye chokre
Gaw ke chokre
Nariyan sahar ki nariyan
Bech diye sab saram ke gahne
In besarmo ke kya khne
Ye kaisi orat hai re bhaiya
Ye kaisi orat hai re bhaiya
Mardo ki patlun jo pahne
Jne kisk kis ko marenge
Ye fashion ki mariya
Nariyan sahar ki nariyan
Oye hoye ye nariyan
Sahar ki nariyan
Ham gahre sagar ke dhare
Kuwe ke mendak ye sare
Duniya mein jab akal bati thi
Duniya mein jab akal bati thi
Piche khade the ye bechare
Bas kano pe hath dhare
Ankhiyo ko miche rah gaye
Hamne chhu liya aasma
Ye pipal ke niche rah gaye
Chokre ye gaw ke chokre
Chhe chhe ye chokre
Gaw ke chokre
Na ghunghat na chunri
Na ghunghat na chunri na choli
Desi mal videsi boli
Nile pile inke kapde
Khel ke aayi hai kya holi
Rang birange rango ki ye
Rang birangi pichkariya
Nariyan sahar ki nariyan
Oye hoye ye nariyan
Sahar ki nariyan
Aayi kaha se inki surat
Dekho tum dekho inki tayariya
Aayi kaha se is gaw mein
Sahar ki bimariya
Nariyan sahar ki nariyan
Oye hoye ye nariyan
Sahar ki nariyan
Chokre ye gaw ke chokre
Chhe chhe ye chokre
Gaw ke chokre
Nariyan sahar ki nariyan
Oye hoye ye nariyan
Sahar ki nariyan.
Kishore Kumar
Alka Yagnik, Kishore Kumar
Alka Yagnik
Mohammed Aziz