Pal do pal ki zindagi mein
Duniya ke har rang mein
Pal do pal ki zindagi mein
Duniya ke har rang mein
Maine jeena seekh liya hai
Maine jeena seekh liya hai
Re maine jeena seekh liya hai
Pal do pal ki zindagi mein
Duniya ke har rang mein
Chhota bada koi nahi
Sab ek hai yaha
Sab ek hai yaha
Duje ka gham leta hai jo
Bas wahi hai insan
Bas wahi hai insan
Daulat mile na mile
Sabko laga lo gale
Raz yahi hai jindagi ka
Ke maine jeena seekh liya hai
Pal do pal ki zindagi mein
Duniya ke har rang mein
Jiwan ka ye lamba safar
Hans ke bitayenge
Hum hans ke bitayenge
Kato bhari raho mein bhi
Hum yuhi gayenge
Hum yuhi gayenge
Dil mein khusi ho ya gham
Hanse gujaro har dam
Gaa ke zindagi ka tarana
Ke maine jeena seekh liya hai
Pal do pal ki zindagi mein
Duniya ke har rang mein
Pal bhar ke hai mehman sabhi
Pal bhar ki hastiya
Pal bhar ki hastiya
Jee bhar ke hum lunte na kyu
Jiwan ki mastiya
Jiwan ki mastiya
Sapne sajate chalo
Apna banate chalo
Kya bharosa hai zindagi ka
Ke maine jeena seekh liya hai
Pal do pal ki zindagi mein
Duniya ke har rang mein
Pal do pal ki zindagi mein
Duniya ke har rang mein
Maine jeena seekh liya hai
Maine jeena seekh liya hai
Re maine jeena seekh liya hai
Pal do pal ki zindagi mein
Duniya ke har rang mein
Pal do pal ki zindagi mein
Duniya ke har rang mein
Maine jeena seekh liya hai
Maine jeena seekh liya hai
Re maine jeena seekh liya hai.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Alka Yagnik, Chetan Shashital, Shailendra Singh
Anuradha Paudwal
Alka Yagnik, Shailendra Singh
Salma Agha
Suresh Wadkar