Mohabbat nahi ki toh phir kya karega
Kawaara jiyega kawaara marega
Dil se duniya ke darr ko nikaal de
Meri patali kamar mein haath daal de
Dil se duniya ke darr ko nikaal de
Meri patali kamar mein haath daal de
Baaki sab apane aap ho jaayega
Baaki sab apane aap ho jaayega
Baaki sab apane aap ho jaayega
Baaki sab apane aap ho jaayega
Pehala sabak sikh le pyaar ka
Pehale mujhase aankhein mila
Pehale mujhase aankhein mila
Do chaar namkin baaton ke baad
Phir apani palakon pe mujhako bitha
Phir apani palakon pe mujhako bitha
Palakon pe bithaake
Mere dil ko jara sa uchhaal de
Meri patali kamar mein haath daal de
Baaki sab apane aap ho jaayega
Baaki sab apane aap ho jaayega
Aanchal mera iss tarah thaaam le
Phir yuun tadap ke mera naam le
Aanchal mera iss tarah thaaam le
Phir yuun tadap ke mera naam le
Khulake meri jhuti taarif kar
Kuchh shaayari se bhi tu kaam le
Kuchh shaayari se bhi tu kaam le
Meri har ada ki khubsurat si koyi misaal de
Meri patali kamar mein haath daal de
Baaki sab apane aap ho jaayega
Baaki sab apane aap ho jaayega
Ai khubsurat hasin dilruba
Ai khubsurat hasin dilruba
Bas dil lagaana mujhe aa gaya
Abb isase aage ki kuchh baat kar
Jo kuchh kahaan hai
Woh kar ke dikha, woh kar ke dikha
Haath abb chhudaake
Sirf baaton se mujhako na daal de
Meri patali kamar mein haath daal de
Dil se duniya ke darr ko nikaal de
Meri patali kamar mein haath daal de
Baaki sab apane aap ho jaayega……
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Shailendra Singh
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar