Sara jaha chhod ke tujhe
Maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa
Koi kam kiya hai
Maine to khud apna
Jina haram kiya hai
Jis din se hath
Tera tham liya hai
Sara jaha chhod ke tujhe
Maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa
Koi kam kiya hai
Tu chahe pyar na kar
Mai to tujhe hi chahungi
Jaha bhi tu jayega
Pichhe pichhe aaungi
Tu chahe pyar na kar
Mai to tujhe hi chahungi
Jaha bhi tu jayega
Pichhe pichhe aaungi
Mujhko pana hai to
Mera pichha chhod de
Sara jaha chhod ke tujhe
Maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa
Koi kam kiya hai
Maine to khud apna
Jina haram kiya hai
Jis din se hath tera
Tham liya hai
Haye meri to adat
Hai ise use dil dene ki
Or koi meri bani to
Phir tu kya kar legi
Meri to adat hai ise
Use dil dene ki
Or koi meri bani to
Phir tu kya kar legi
Jogan banke gali
Gali me gana gaungi
Maine to khud apna
Jina haram kiya hai
Jis din se hath
Tera tham liya hai
Sara jaha chhod ke tujhe
Maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa
Koi kam kiya hai
O tham liya hai
O kam kiya hai.
Bappi Lahiri, Usha Uthup
Bappi Lahiri, Usha Mangeshkar
Shailendra Singh
Annette Pinto, Bappi Lahiri
Bappi Lahiri