Nainon mein darpan hai
Darpan mein koi
Dekhu jise subah sham
Bolo ji bolo ye raz kholo
Hum bhi sune dil ko tham
Ya to hai daharti ya hai gagan
Ya to hai suraj ya hai pawan
Uhu uska to sajan hai naam
Nainon mein darpan hai
Darpan mein koi
Dekhu jise subah sham
Masti mein gaye dil ko lubhaye
Kano mein misri si ghole
Bolo ji bolo ye raz kholo
Mera bhi man aaj dole
Ya to koyal ki hai ragini
Ya to payal hai ya bansuri
Na uska to sajni hai naam
Nainon mein darpan hai
Darpan mein koi
Dekhu jise subah sham
Bahki bahki chal hai uski
Jhume wo awara
Bolo ji bolo ye raz kholo
Kiski taraf hai ishara
Bolo kiski taraf hai ishara
Ya to jogi hai ya pagal
Ya to badal hai ya aachal
Uhu uska to priyatam hai naam
Nainon mein darpan hai
Darpan mein koi
Dekhu jise subah sham.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Lakshmi Shankar
Bhupen Hazarika, K. N. Sharma
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle