Are saba ne dekha hai ab tak
Parvane ko mehfil mein aake
Ek hum hai jo humne dekha hai
Parvane ko mehfil se jate
Parvano ki sohbat mein rahe kar
Unka hi to asar aayega
Harseh mein tujhe phir ae samma
Parvana nazar to aayega
Ek to sari umar jalo
Mehfil mein bano phir afsana
Ek bar hi jaal kar mit jate
Ae kas to hote parvana
Samma ho chahe ya parvana
Dono ka hai maksad chal jana
Tum apne man ki baat kaho
Chhodo kisso mein uljana
Marzi hai tumhari
Tum humse nafrat karo chahe
Chahe pyar karo
Marzi hai tumhari
Tum humse nafrat karo chahe
Chahe pyar karo
Dal dal mein kamal bhi khilta hai
Is baat se mat inkar inkar karo
Marzi hai tumhari
Kuch phul wo bhi hai
Sajte hai to devta bhi
Aue kuch khilne se pehle
Rahe jate hai murjate
Kuch phul wo bhi hai
Sajte hai to devta bhi
Aue kuch khilne se pehle
Rahe jate hai murjake
Ho kehne ko kuch bhi kehlo
Ho kehne ko kuch bhi kehlo
Yu maro nahi tane
Yeh sach ahi deewane
Koi yeh chahe mane na mane
Dekho yeh apni apni kismat hai
Phir humse nahi takrar takrar karo
Marzi hai tumhari
Ho kismat se kiska hua
Hai yaha par gujara
Chhodo kismat ka sahara
Dhundo kahi khud kinara
Kismat se kiska hua
Hai yaha par gujara
Chhodo kismat ka sahara
Dhundo kahi khud kinara
Ho chahe jo ab tum samjho
Ho chahe jo ab tum samjho
Na hote yeh sahare to
Zindagi yeh pyare
Bata koi kaise gujare
Ummid par yeh duniya kayam hai
Itna to magar ikrar ikrar karo
Marzi hai tumhari
Tum humse nafrat karo chahe
Chahe pyar karo
Marzi hai tumhari.
Bombay Jayashri, Naveen Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar