Pyas liye manwa
Hamara yeh tarse
Ek bund teri daya ki jo barse
Ban jaaye pawan
Yeh jivan sara
Jaise ganga ki ho dhara
Jaise ganga ki dhara
Pyas liye manwa
Hamara yeh tarse
Ek bund teri daya ki jo barse
Ban jaaye pawan
Yeh jivan sara
Jaise ganga ki ho dhara
Jaise ganga ki dhara
Pyas liye manwa
Hamara yeh tarse
Jaane anjane karte
Rahe bhul hum
Chhune aaye hai charno
Ki ab dhul hum
Jaane anjane karte
Rahe bhul hum
Chhune aaye hai charno
Ki abĀ dhul hum
Teri karuna mile buri ya bhali
Teri bhagiya ke hai phul hum
Pyas liye manwa
Hamara yeh tarse
Ek bund teri daya ki jo barse
Ban jaaye pawan
Yeh jivan sara
Jaise ganga ki ho dhara
Jaise ganga ki dhara
Pyas liye manwa
Hamara yeh tarse
Tumse hai bas hamari
Yeh parathana
Le ke aaye hai hum to
Yahi kamana
Tumse hai bas hamari
Yeh parathana
Le ke aaye hai hum to
Yahi kamana
Humko vardan do
Aisa tum gyan do
Rahe sab ke liye
Prem ki bhawana
Pyas liye manwa
Hamara yeh tarse
Ek bund teri daya ki jo barse
Ban jaaye pawan
Yeh jiwan sara
Jaise ganga ki ho dhara
Jaise ganga ki dhara
Pyas liye manwa
Hamara yeh tarse.
Bombay Jayashri, Naveen Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar