Chanchal man par
Chhaye rang ke badal
Mere path ki dhul bani chandan
Khili dhup barse jaise kanchan
Dekho yeh bahar chhalkaye pyar
Lehrake apna aanchal
Chanchal man par
Chhaye rang ke badal
Mere path ki dhul bani chandan
Khili dhup barse jaise kanchan
Dekho yeh bahar chhalkaye pyar
Lehrake apna aanchal
Meri har bhul ko tumne
Sada bhulaya behna
Mere karan kitna dukh
Tumhe pada hai sahena
Meri har bhul ko tumne
Sada bhulaya behna
Mere karan kitna dukh
Tumhe pada hai sahena
Mein aake jab dekhuga
Tere do haste naina
Khushi wo hogi mujhko
Kathin hai jiska kehna
Hoga madhur wo wo pal
Chanchal man par
Chhaye rang ke badal
Mere path ki dhul bani chandan
Khili dhup barse jaise kanchan
Dekho yeh bahar chhalkaye pyar
Lehrake apna aanchal
Gujar gaye jivan se
Dukho ke ab wo savan
Chamak gaya kirno se
Yeh mere man ka aangan
Gujar gaye jivan se
Dukho ke ab wo savan
Chamak gaya kirno se
Yeh mere man ka aangan
Wo jinki aashao ka
Bikhar gaya tha darpan
Mein chunke sukh jivan ke
Karuga unko arpan
Man ki tham gayi wo halchal
Chanchal man par
Chhaye rang ke badal
Mere path ki dhul bani chandan
Khili dhup barse jaise kanchan
Dekho yeh bahar chhalkaye pyar
Lehrake apna aanchal
Chanchal man par
Chhaye rang ke badal
Mere path ki dhul bani chandan
Khili dhup barse jaise kanchan
Dekho yeh bahar chhalkaye pyar
Lehrake apna aanchal
Chanchal man par
Chhaye rang ke badal
Chanchal man par
Chhaye rang ke badal
Chanchal man par
Chhaye rang ke badal.
Bombay Jayashri, Naveen Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar