Mausam pe jawani hai
Mai prem ka raja hu
Tu rup ki rani hai
Ye jhuth ki kahani hai haye
Ye jhuth ki kahani hai
Is desh me ab koi raja
Hai na rani hai
Mausam pe jawani hai
Nehale par dahla hai
Aage piche pahra
Aur bich me laila hai
Nehale par dahla hai
Pagal na ise samjho
Ye majnu chaila hai
Ghode hai hathi hai ek
Dulha aur ek dulhan
Aur baki sab barati hai
Ghode hai hathi hai ek
Dulha c ek dulhan
Aur baki sab barati hai barati hai
Kiske barati hai badmash
Sab tere sathi tere jaise hai haye
Mausam pe jawani hai
Tu sath nahi hoti
Tu sath nahi hoti
Kashmir ki ye subah
Na itni hasi hoti
Jo tu sath nahi hota
Kashmir ka ye mausam
Kuch aur hasi hota
Rab jhuth na bulawye
Rat mein jab soya sapne me
Tum aaye tum aaye
Sapne mein hum aaye
Sapne mein hum aaye
Sach tumne kaha hai
Ye rab jhuth na bulawaye
Haye rab jhuth na bulwaye
Wo kyu itrate hai
Mujhko to hasino ke
Kitne khat aate hai
Le wo kyu itrate hai
Jo khat khud likh likh
Ke logo ko dikhate hai
Aa mang teri bhar du
Aa mang teri bhar du
Ja le aa wakil koi
Dil tere nam kar du
Daw ka dalilo ka
Daw ka dalilo ka
Ab pyar mohabbat mein
Kya kam wakilo ka
Ab pyar mohabbat mein
Kya kam wakilo ka.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar