Meethi meethi baaton se bachna zara
Duniya ke logo mein hai jaado bhara
Aaa
Meethi meethi baaton se, mithi mithi
Meethi meethi baaton se bachna zara
Duniya ke logo mein hai jaado bhara
Meethi Meethi
Aaa Aaa Hoo
Khub tej hai ilm mujhse
Koi choor bhi le na sake
Khub tej hai ilm mujhse
Koi choor bhi le na sake
Bhar le khazzana
Tera zamana
Jag mein rahega tera naam saada
Mehnat se din raat paonga
Phela number pass karunga
Shabash
Meethi meethi baaton se bachna zara
Duniya ke logo mein hai jaado bhara
Meethi meethi baaton se bachna zara
Duniya ke logo mein hai jaado bhara
Aaaa aaa hooo hooo
Khel kud mein khona nahi
Baat baat mein rona nahi
Khel kud mein khona nahi
Baat baat mein rona nahi
Tu hai sitara chanda se pyaara
Karna jha mein koi kaam badda
Hindustan ki shan banunga
Desh ka naam karunga
Shabash
Meethi meethi baaton se bachna zara
Duniya ke logo mein hai jaado bhara
Meethi meethi
Aaa aaa hoo hoo
Jhoom jhoom tufa ke nazar
Rahe ghirle teri agar
Jhoom jhoom tufa ke nazar
Rahe ghirle teri agar
Hoga andhera koi na tera
Fir tu kaise bachega kaise humko baata
Tofano se nahi darunga
Himato se main nikal padonga
Shabash
Meethi meethi baaton se bachna zara
Duniya ke logo mein hai jaado bhara
Meethi meethi baaton se
Meethi meethi
Meethi meethi baaton se bachna zara
Duniya ke logo mein hai jaado bhara.
Lata Mangeshkar, Mehmood Ali
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)