Megha o re megha tu
Toh jaaye desh videsh
Megha o re megha tu
Toh jaaye desh videsh
Kyun na laaye unkey
Avan ka sandesh
Megha o re megha tu
Toh jaaye desh videsh
Surat sajan ki undekhi
Murat voh khuch
Khuch man dekhi
Surat sajan ki undekhi
Murat voh khuch
Khuch man dekhi
Ke me iss se adhik
Nahi khuch janti
Bas unke kadmo ki
Aahat ko pahchan ti hun
Vaayun o re vaayun
Tu toh dole desh videsh
Kyun na laaye peeya
Ke milan ka sandesh
Megha o re megha tu
Toh jaaye desh videsh
Peeya ke daras ko nain mele
Daras mile toh chain mile
Peeya ke daras ko nain mele
Daras mile toh chain mile
Hai ab apana milan bharose ram ke
Sunaina peeya ko na
Dekha toh naina kis kaam ke
Sajana morey sajana keet
Bhatake desh videsh
Kahaan bheju me apane
Man ka sandesh
Megha o re megha tu
Toh jaaye desh videsh.
Hemlata (Lata Bhatt)
K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)
K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)