Nakhre karti darti darti
Gayi thi main bazar
Mujhe akeli dekh ke
Jam gaye log hazar
Mujhe ched gaya mukhar
Ui amma main kahe ko
Bazar gayi thi
Ui amma main kahe ko
Bazar gayi thi
Bazar gayi thi
Main bazar gayi thi
Bazar gayi thi
Main bazar gayi thi
Ui amma mai kahe ko
Bazar gayi thi
Balkhati gati ithlati
Lane gayi khazure
Balkhati gati ithlati
Lane gayi khazure
Saram ke mare mar gayi
Mujhko duniya wale ghure
Saram ke mare mar gayi
Mujhko duniya wale ghure
Main to banke
Badi hoshiyar gayi thi
Main to banke
Badi hoshiyar gayi thi
Ui amma mai kahe ko
Bazar gayi thi
Ui amma mai kahe ko
Bazar gayi thi
Aage badhi to ek halwayi
Paka raha tha halwa
Aage badhi to ek halwayi
Paka raha tha halwa
Halwayi ka halwa jal gaya
Dekhke mera jalwa
Haye dekh ke mera jalwa
Mai to ghunghat mein
Leke angar gayi thi
Mai to ghunghat mein
Leke angar gayi thi
Ui amma mai kahe ko
Bazar gayi thi
Ui amma mai kahe ko
Bazar gayi thi
Chorahe ke mod pe
Mujhko mil gaya ek sarabi
Bidi fek ek bola haye haye
Kaha chali o bhabhi
Kaha chali o bhabhi
Chorahe ke mod pe
Mujhko mil gaya ek sarabi
Bidi fek ek bola haye haye
Kaha chali o bhabhi
Kaha chali o bhabhi
Kahe aankho me leke
Main khumar gayi thi
Ui amma main kahe ko
Bazar gayi thi
Ui amma mai kahe ko
Bazar gayi thi
Dekhe ke mujhko
Ladne lag gaye
Chumam jhuman kalwa
Dekhe ke mujhko
Ladne lag gaye
Chumam jhuman kalwa
Meri khatir chaku chal gaye
Sahar me ho gaya balwa
Haye sahar mein
Ho gaya balwa
Kahe ghar se main
Karke singar gayi thi
Kahe ghar se main
Karke singar gayi thi
Ui amma mai kahe ko
Bazar gayi thi
Ui amma mai kahe ko
Bazar gayi thi
Bazar gayi thi main
Bazar gayi thi
Bazar gayi thi main
Bazar gayi thi
Ui amma main kahe ko
Bazar gayi thi.
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi