Mere dil mein halki si
Mere dil mein halki si
Woh khalish hai jo nahin thi
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Mere dil mein halki si
Woh khalish hai jo nahin thi
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Mere dil mein halki si
Jaane kyaa sun liya
Jaane kya kah gaye
Woh hamen ham unhen
Dekhte rah gaye
Jaane kyaa sun liya
Jaane kya kah gaye
Woh hamen ham unhen
Dekhte rah gaye
Ik baat huyi samjhaa na koyi
Mere dil se nikli haay
Kahin pyaar ho na jaaye
Mere dil mein halki si
Woh khalish hai jo nahin thi
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Mere dil mein halki si
Dil ki dhadkan kabhi
Itni pyaari na thi
Yoon to har cheez
Thi bekaraari na thi
Ye dar hai mujhe inkar
Mera ikraar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Mere dil mein halki si
Woh khalish hai jo nahin thi
Kahin pyaar ho na jaaye
Kahin pyaar ho na jaaye
Mere dil mein halki si.
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Kamal Barot, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Sadhana Sargam, Udit Narayan