Mere khayalo ki rahagujar se
Wo dekhiye wo gujar rahe hai
Mere khayalo ki rahagujar se
Wo dekhiye wo gujar rahe hai
Mere nigaho ke asma se
Zameene dil par utar rahe hai
Mere khayalo ki rahagujar se
Wo dekhiye wo gujar rahe hai
Ye kaise mumkin hai hamnashino
Ye kaise mumkin hai hamnashino
Ki dil ko dil ki khabar na pahunche
Ki dil ko dil ki khabar na pahunche
Unhe bhi ham yaad ate honge
Ki jinko ham yad kar rahe hai
Mere khayalo ki rahagujar se
Wo dekhiye wo gujar rahe hai
Tumhare hi dam kadam se thi
Tumhare hi dam kadam se thi
Jinaki maut aur jindagi abarat
Bichad ke tumse wo namarad
Abb na ji rahe hai na mar rahe hai
Mere khayalo ki rahagujar se
Wo dekhiye wo gujar rahe hai
Isi mohabbat ki rojo shab ham
Isi mohabbat ki rojo shab ham
Sunaya karte the dastane
Sunaya karte the dastane
Isi mohabbat ka naam lete huye bhi
Ham aaj dar rahe hai
Mere khayalo ki rahagujar se
Wo dekhiye wo gujar rahe hai
Chale hai thode hi dur tak
Bas wo sath mere salim phir bhi
Chale hai thode hi dur tak
Bas wo sath mere salim phir bhi
Ye bat kaise main bhul jau
Ki ham kabhi hamsafar rahe hai
Mere nigaho ke asma se
Zameene dil par utar rahe hai
Mere khayalo ki rahagujar se
Wo dekhiye wo gujar rahe hai
Mere khayalo ki rahagujar se
Wo dekhiye wo.
Mahendra Kapoor, Shabbir Kumar, Suresh Wadkar
Anwar Hussain, Asha Bhosle
Anwar Hussain
Lata Mangeshkar