Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Main bhi gham ke andhero mein kho jaungi
O yaad rakhna zahar kha ke sau jaungi
O yaad rakhna
O yaad rakhna zehar kha ke sau jaungi
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Tumko malum tha besahara hoon main
Unche ambar ka tuta sitara hoon main
Tumko malum tha besahara hoon main
Unche ambar ka tuta sitara hoon main
Tu to ho to gamo ko laga lu gale
Tu to ho to khushi ka gala ghont doon
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Pyar ke parde mein dillagi tumne ki
Dushmnao ki tarha dosti tumne ki
Pyar ke parde mein dillagi tumne ki
Dushmnao ki tarha dosti tumne ki
Bani hain jo dushman meri jaan ki
O ho main us dosti ka gala ghont doon
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Kya khabar thi ki aise bhi din aayenge
Chand ko chhune se hath jal jayenge
Kya khabar thi ki aise bhi din aayenge
Chand ko chhune se hath jal jayenge
Hain ujale andhere mere vaste
O ho main usi roshnai ka gala ghont doon
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Main bhi gham ke andhero mein kho jaungi
O yaad rakhna zehar kha ke sau jaungi
O yaad rakhna
O yaad rakhna zehar kha ke sau jaungi.
Pandit Vinod Kumar
Anuradha Paudwal
Mohammed Aziz