Suniye huzoor
Aadmi ki sachi dastan
Tum ko suna raha hain
Tumhara rahim khan
Daulat udda raha hain
So hain woh bhi aadmi
Jo bhi kupa raha hain
So hain woh bhi aadmi
Halwa jo khaa raha hain
So hain woh bhi aadmi
Baka chaba raha hain
So hain woh bhi aadmi
Aansu baha raha hain
So hain woh bhi aadmi
Ye bhi hain aadmi
Woh bhi hain aadmi
Haay haay re aadmi
Waah waah re aadmi
Ab jara dharm aur
Imaan ki suniye
Mulla bhi aadmi hain
Pujari bhi aadmi hain
Babu bhi aadmi hain
Bhikhari bhi aadmi hain
Halka bhi aadmi yaha
Bhari bhi aadmi
Karta hain aadmi pe
Sawari bhi aadmi
Paidal jo chal raha hain
So hain woh bhi aadmi
Ye bhi hain aadmi
Woh bhi hain aadmi
Haay haay re aadmi
Oy hoy re aadmi
Aadmi ki setaniya suniye
Masjid se aadmi hi
Churate hain jutiya
Mandir se murtiya
Udaalete hain yaha
Har nek kaam aadmi
Karta hain miyya
Sab apne apne tor
Kamate hain rotiya
Jo unko khaa raha hain
So wo bhi hain aadmi
Ye bhi hain aadmi
Woh bhi hain aadmi
Haay haay re aadmi
Waah waah re aadmi
Aadmi ki izzat aur zeellat bhi suniye
Yaha aadmi ko jaan se
Maare hain aadmi
Izzat bhi aadmi ki utare hain aadmi
Mouke ke aadmi ko pukare hain aadmi
Yaniki aadmi ke sahare hain aadmi
Chuna laga raha hain so hain woh bhi aadmi
Ye bhi hain aadmi woh bhi hain aadmi
Haay haay re aadmi waah waah re aadmi
Luchchein aur lafongo ki bhi ho jaaye
Luchcha bhi aadmi hain
Lafanga bhi aadmi hain
Dariya dili pe aaye to ganga bhi aadmi
Karvata hain fassat danga bhi aadmi
Aye sharmdaar aadmi naga bhi aadmi
Kapde chura raha hain
So hain woh bhi aadmi
Ye bhi hain aadmi woh bhi hain aadmi
Haay haay re aadmi oy hoy re aadmi
Ishq par jor nahi ghalib ye kahete hain
Khushal bhi aadmi hain kangal bhi aadmi
Karta hain apni chal se bhauchal aadmi
Majnu bhi aadmi hain mahiwal bhi aadmi
Marta hain aashiqi mein behaal aadmi
Ladki fasa raha hain so hain
Woh bhi aadmi
Ye bhi hain aadmi woh bhi hain aadmi
Haay haay re aadmi oy hoy re aadmi
Hero aur zero mein
Kya antar hain wo bhi suniye
Picture chale to hit hain aadmi
Picture pite to zero unfit hain aadmi
Badle hain rang waqt ne gir girte hain
Jismein hain khote shikee
Wo pars bhi aadmi
Patva chura raha hain wo bhi hain aadmi
Ye bhi hain aadmi woh bhi hain aadmi
Haay haay re aadmi oy hoy re aadmi
Ab dekhiye aadmiki ungali ka kamaal
Ungali par aadmi ko nachata hain aadmi
Chuttaki mein aadmi ko udda ta hain aadmi
Chakkar pe aadmi ke chalata hain aadmi
Chakkar bhi aadmi sikhata hain aadmi
Ullu bana raha hain so hain woh bhi aadmi
Ye bhi hain aadmi woh bhi hain aadmi
Haay haay re aadmi oy hoy re aadmi
Disco ki dhun mein gata hain
Qawaali bhi aadmi
Pancham ko bhula jaata hain panchi aadmi
Ik gaali khake das gali deta hain aadmi
Is daur mein nahi milata khali aadmi
Taali baja rahain so hain woh bhi aadmi
Ye bhi hain aadmi woh bhi hain aadmi
Haay haay re aadmi oy hoy re aadmi.
Anuradha Paudwal
Hemlata (Lata Bhatt)
Mohammed Aziz