Mumkin hai naiya se
Patwar chhin le koi
Mumkin hai phulo se
Bahar chhin le koi
Ye namumkin mujhse
Tera pyar chhin le koi
Mumkin hai naiya se
Patwar chhin le koi
Mumkin hai phulo se
Bahar chhin le koi
Ye namumkin mujhse
Tera pyar chhin le koi,
Mumkin hai sanso ka
Har tar chhin le koi
Mumkin hai aankho se
Ikarar chhin le koi
Ye namumkin dil se tera
Pyar chhin le koi, mumkin hai
Ye aanchal tera rashta badal
Jinke girate yu hi leharye
Ye bahe jo legi penahe
Dar jaha ka mujhe na fasaye
Jina uska hath me jiske
Hath tera aa jaye
Mumkin hai naiya se
Patwar chhin le koi
Mumkin hai phulo se
Bahar chhin le koi
Ye namumkin mujhse
Tera pyar chhin le koi, mumkin hai
Ek tufa agar zindgi hai,
Teri chahat hai ek bekinara
Ye kinara rahe na rahe par
Rahe hatho me daman tumhara
Tere pyar ke do pal le lu
De ke jivan sara
Mumkin hai sanso ka
Har tar chhin le koi
Mumkin hai aankho se
Ikarar chhin le koi
Ye namumkin dil se
Tera pyar chhin le koi, mumkin hai
Main dil hu to dil ki tu dhadkan
Duri ke pal sahe nahi jate,
Jo bichhade wo ji na sakege
Itane pass aa gaye aate aate
Aash tute, sans tute,
Tute na ye dil ke nate
Mumkin hai naiya se
Patwar chhin le koi
Mumkin hai phulo se
Bahar chhin le koi
Ye namumkin mujhse
Tera pyar chhin le koi.
Anuradha Paudwal
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Asha Bhosle, Rajesh Roshan