Kudart ke insaf ko
Tum hath mein na lo
Ban jayegi baat
Waqt ke sath hi chalo
Arey, kudart ke insaf ko
Tum hath mein na lo
Ban jayegi baat
Waqt ke sath hi chalo
Mana ki tum gir gaye,
Yaado ki zanjir se
Uljhan hai wo kaun si
Suljhe na tadbir se,
Sath tumhare main hoon
Mujhko sathi maan lo
Ban jayegi baat
Waqt ke sath hi chalo
Kudart ke insaf ko
Tum hath me na lo
Ban jayegi baat
Waqt ke sath hi chalo
Har gam bhula dugi
Main aajau zulfo tale
Mera ye husan jawa hai
Bas tumhare liye
Aa jayega chain
Mujhe baho mein tham lo
Ban jayegi baat
Waqt ke sath hi chalo
Kudart ke insaf ko
Tum hath mein na lo
Ban jayegi baat
Waqt ke sath hi chalo
Tum hi to tanha nahi,
Hum bhi akele hi yaar
Ye waqt ki baat hai,
Shikari ko dunde shikar
Pas tumhare khadi hai
Kismat, itana jan lo
Ban jayegi baat
Waqt ke sath hi chalo
Kudart ke insaf ko
Tum hath mein na lo
Ban jayegi baat
Waqt ke sath hi chalo.
Anuradha Paudwal
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur