Na tum bhoole
Na tum bhoole na ham bhoole
Ye jeevan kaise jeete hain
Na dhundhale wo huye jo
Tumhare sath beete hain
Na tum bhoole na ham bhoole
Ye jeevan kaise jeete hain
Na dhundhale wo huye jo
Tumhare sath beete hain
Na tum bhoole na ham bhoole
Ye mausam maheka huaa
Ye bikhari huyi tanhaai ya
Aaise mein armaane lete hain angadaiyaa
Sach kareeb aao naa
Gehari gehari jeel si
Aankho ki geharai yaa
Jeen mein ubhari dub ke
Chahar ki parchhai ya
Khoye hum tum chaho mein
Ik duje ki baahon mein haay
Na tum bhoole na ham bhoole
Ye jeevan kaise jeete hain
Na dhundhale wo huye jo
Tumhare sath beete hain
Na tum bhoole na ham bhoole
Mat koi aawaz do
Masti mein hum choor hain
Jab se tere paas hain
Is duniya se door hain
Sach ye sach hain joothe kahike
Tum dil majoor ho
Hum dil se majboor hain
Jab se tum hamko mile
Tab se hum magruur hain
Pyar mein jab dil khota hain
Tab aisa hota hain haa
Na tum bhoole na ham bhoole
Ye jeevan kaise jeete hain
Na dhundhale wo huye jo
Tumhare sath beete hain
Na tum bhoole na ham bhoole
Na tum bhoole na ham bhoole
Ye jeevan kaise jeete hain
Na dhundhale wo huye jo
Tumhare sath beete hain
Na tum bhoole na ham bhoole.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Annette Pinto
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle