Na ye chaand hoga
Na ye chaand hoga
Na taare rahenge
Magar ham hamesha
Tumhaare rahenge
Na ye chaand hoga
Na tum ne suna
Mere gham ka fasaana
Na tum ne suna
Mere gham ka fasaana
Sulagta raha
Pyaar ka aashiyaana
Kahaan ab
Tere gham ke maare rahenge
Na ye chaand hoga
Na ye chaand hoga
Na ye chaand hoga
Na taare rahenge
Magar ham hamesha
Tumhaare rahenge
Na ye chaand hoga
Tumhe hamne dekhe
Bina dil diya hai
Tumhe hamne dekhe
Bina dil diya hai
Tumhe pyaar khwaabon mein
Hamne kiya hai
Tumhaare liye hain
Tunhaare rahenge
Na ye chaand hoga
Tumhen choomna
Chaahti hain nigaahen
Tumhen choomna
Chaahti hain nigaahen
Na chhodengi daaman
Tumhaara ye baahen
Hamaare ho tum
Hum tumhaare rahenge
Na ye chaand hoga
Na ye chaand hoga
Na taare rahenge
Magar ham hamesha
Tumhaare rahenge
Na ye chaand hoga.
Zohrabai Ambalewali
Shyam Kumar
Zohrabai Ambalewali
Naseem Akhtar
Amar, Zohrabai Ambalewali
Zohrabai Ambalewali
Amar, Zohrabai Ambalewali
Zohrabai Ambalewali
Amar, Zohrabai Ambalewali
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Lata Mangeshkar, Premnath Malhotra
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)