Peepal ki chhanv taley
Main bhi miloon tu bhi miley
Ankhen hon char
Main hoon tu ho aur koi na ho
Manzoor tumhen manzoor
Phoolon ko tod tod
Palkon mein jod jod
Pehnaun har
Main hoon tu ho aur koi na ho
Manzoor tumhen manzoor
Preet laga ke ae ae ae ae
Preet laga ke hamen na bhulana
Hamen na bhulana
Preet laga ke ae ae ae
Preet laga ke hamen na bhulana
Hamen na bhulana
Nainon se na nain churana
Nainon se na nain churana ana
Ake phir na jana
Han an an ana
Ake phir na jana
Chand chhupe tu na chhupe
Deep bujhe tu na bujhe
Tann mann duvar
Main hoon tu ho aur koi na ho
Manzoor tumhen manzoor
Peepal ki chhanv taley
Main bhi miloon tu bhi miley
Ankhen hon char
Main hoon tu ho aur koi na ho
Manzoor tumhen manzoor
Jhool raha hai ae ae ae
Jhool raha hai lehron ka bichhona
Lehron ka bichhona
Jhool raha hai ae ae ae
Jhool raha hai lehron ka bichhona
Lehron ka bichhona
Soye mera chand salona
Soye mera chand salona
Sapnon ka ake jagana
Han an an
Sapnon ka ake jagana
Main bhi hansoon tu bhi hanse
Jeevan ka tar baje jeevan ke tar
Main hoon tu ho aur koi na ho
Manzoor tumhen manzoor
Peepal ki chhanv taley
Main bhi miloon tu bhi miley
Ankhen hon char
Main hoon tu ho aur koi na ho.
Asha Bhosle
Zohrabai Ambalewali
Shyam Kumar
Naseem Akhtar
Amar, Zohrabai Ambalewali
Zohrabai Ambalewali
Amar, Zohrabai Ambalewali
Zohrabai Ambalewali
Amar, Zohrabai Ambalewali
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur
Lata Mangeshkar, Premnath Malhotra
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)