Kya Maar Sakegi Maut Use - Sanyasi lyrics | Sanyasi - Kya Maar Sakegi Maut Use lyrics

Kya Maar Sakegi Maut Use is a hindi song from the 1975 movie Sanyasi. Kya Maar Sakegi Maut Use singer is Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). Kya Maar Sakegi Maut Use composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Kya Maar Sakegi Maut Use lyricist or song writer is Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Kya Maar Sakegi Maut Use music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Kya Maar Sakegi Maut Use features Manoj Kumar, Hema Malini, Premnath. Kya Maar Sakegi Maut Use director is and the producer is . The audio of Kya Maar Sakegi Maut Use song was released on null by Saregama. Kya Maar Sakegi Maut Use YouTube video song can be watched above.


Kya mar sakegi maut use
Oro ke liye jo jita hai
Milta hai jaha ka pyar use
Oro ke jo ansu pita hai
Kya mar sakegi maut use
Oro ke liye jo jita hai
Milta hai jaha ka pyar use
Oro ke jo ansu pita hai
Kya mar sakegi maut use


Balapan vidya ke liye hai
Bhog ke liye jawani hai
Balapan vidya ke liye hai
Bhog ke liye jawani hai
Jog ke liye budapa hai
Ye jag ki reet purani hai
Hai karm yog hi yog bada
Yahi sachayi yahi geeta hai
Milta hai jaha ka pyar use
Oro ke jo ansu pita hai
Kya mar sakegi maut use
Oro ke liye jo jita hai
Milta hai jaha ka pyar use
Oro ke jo ansu pita hai
Kya mar sakegi maut use


Hona hota hai jinko amar
Wo log to marte hi aaye
Hona hota hai jinko amar
Wo log to marte hi aaye
Oro ke liye jiwan apna balidan
Wo karte hi aaye
Dharti ko diye jisne badal
Wo sagar kabhi na reeta hai
Milta hai jaha ka pyar use
Oro ke jo ansu pita hai
Kya mar sakegi maut use


Jisne wish piya bana sankar
Jisne wish piya bani meera
Jisne wish piya bana sankar
Jisne wish piya bani meera
Jo cheda gaya ban moti
Jo kata gaya bana heera
Wo nar hai to hai ram
Wo nari hai to sita hai
Milta hai jaha ka pyar use
Oro ke jo ansu pita hai
Kya mar sakegi maut use
Oro ke liye jo jita hai
Milta hai jaha ka pyar use
Oro ke jo ansu pita hai
Kya mar sakegi maut use.



Movie/album: Sanyasi
Singers: Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Manoj Kumar, Hema Malini, Premnath
Release on: null
1. Who is the music director of the song Kya Maar Sakegi Maut Use
Ans: Kya Maar Sakegi Maut Use song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Kya Maar Sakegi Maut Use
Ans: Kya Maar Sakegi Maut Use song singer is Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
3. Who is the Composer of the song Kya Maar Sakegi Maut Use
Ans: Kya Maar Sakegi Maut Use song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Kya Maar Sakegi Maut Use
Ans: Kya Maar Sakegi Maut Use song lyricist is Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
5. What is the movie of the song Kya Maar Sakegi Maut Use
Ans: Kya Maar Sakegi Maut Use song is from Sanyasi
6. Who wrote the song Kya Maar Sakegi Maut Use
Ans: Kya Maar Sakegi Maut Use song is written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Find other songs in - Sanyasi

1
Na Ye Chaand Hoga Na

Asha Bhosle

2
Tumhe Dil Se Jaane

Zohrabai Ambalewali

3
4
Peepal Ki Chhaaon Taley

Zohrabai Ambalewali

5
Ek Baat Kahoon Raaja

Naseem Akhtar

6
Duniya Chadhaye Phool

Amar, Zohrabai Ambalewali

8
O Jaane Wale Matwale

Zohrabai Ambalewali

9
Neha Laga Ke Jo

Amar, Zohrabai Ambalewali

10
Nainon Mein Krishna Murari Hai

Zohrabai Ambalewali

11
Suno Ji Pyari Koyaliya Bole

Amar, Zohrabai Ambalewali

12
Yeh Hai Geeta Ka Gyan

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

13
Jaise Mera Roop Rangila

Lata Mangeshkar

14
Choron Ka Maal

Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Suman Kalyanpur

15
Sham E Furqat Ka Dhal Gaya Saya

Lata Mangeshkar, Premnath Malhotra

16
Bali Umariya

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

17
Sun Baal Bramhachari

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

18
Chal Sanyasi Mandir Mein

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)