Keh do ji keh do
Chhupao na pyar
Kabhi kabhi aati
Hai jhumti bahar
Aisi jhumti bahar
Kaise kahu balma
Sharam ki hai baat
Keh dega chand
Sabse sun legi raat
Saiya sun legi raat
Dil ki lagi hai kya
Tum hi batao
Jhuki jhuki ankhiyo
Ke parde uthao
Dil ki lagi ko
Taro se puchho
Bahti nadi se
Dharo se puchho
Jo jalte hai rato ko
Apni hi aag mein
Kahne wo shabnam
Ke hath kah do ji kah do
Chhupao na pyar
Kabhi kabhi aati
Hai jhumti bahar
Aisi jhumti bahar
Kaise kahu balma
Sharam ki hai baat
Keh dega chand
Sabse sun legi raat
Saiya sun legi raat
Mausam chhede kis ke
Trane jhonke hawa ke
Kyu hai deewane
Madhosh hai ye sari fijaye
Pyar bhari hai in ki adaye
Ye nazaro ke taro
Ki barkha na puchho
Ras ki pade hai fuhar
Kah do ji kah do
Chhupao na pyar
Kabhi kabhi aati
Hai jhumti bahar
Aisi jhumti bahar
Kaise kahu balma
Sharam ki hai baat
Keh dega chand
Sabse sun legi raat
Saiya sun legi raat.
Lata Mangeshkar, Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar