Najar teri kaisi badal gayi re
Najar teri kaisi badal gayi re
Mai ulfat ke sholo me jal gayi re
Allah jal gayi re
Najar teri kaisi badal gayi re
Najar teri kaisi badal gayi re
Tere ishk me is tarah kho gayi
Jamana kahe bawri ho gayi
Tere ishk me is tarah kho gayi
Jamana kahe bawri ho gayi
Jamana kahe bawri ho gayi
Najar ki churi dil pe jal gayi re
Mai ulfat ke sholo me jal gayi re
Allah jal gayi re
Najar teri kaisi badal gayi re
Najar teri kaisi badal gayi re
Ho ji kya ye ulfat me dhokha nahi
Mai badhti gayi tumne roka nahi
Ho ji kya ye ulfat me dhokha nahi
Mai badhti gayi tumne roka nahi
Mai badhti gayi tumne roka nahi
Ab to manjil se aage nikal gayi re
Mai ulfat ke sholo me jal gayi re
Allah jal gayi re
Najar teri kaisi badal gayi re
Are sangdil kya kahu mai tujhe
Nigaho se aisi piladi mujhe
Are sangdil kya kahu mai tujhe
Nigaho se aisi piladi mujhe
Nigaho se aisi piladi mujhe
Ke mai girte girte sambhal gayi re
Najar teri kaisi badal gayi re
Najar teri kaisi badal gayi re.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi