Hum deewane tere
Hum deewane tere dar se nahi talne wale
Hum deewane tere dar se nahi talne wale
Hum deewane tere dar se nahi talne wale
Hum deewane haye hum deewane tere
Hum deewane tere dar se nahi talne wale
Or machlenge abhi tujhpe machalne wale
Or machlenge abhi tujhpe machalne wale
Or machlegne are machlegne machlenge
Machlenge
Or machlenge abhi tujhpe machalne wale
Hum deewane tere dar se nahi talne wale
Phul sa rang bhi hai husn bhi hai rup bhi hai
Phul sa rang bhi hai husn bhi hai rup bhi hai
Fir mere ishk ke suraj bhi hai or dhup bhi hai
Fir mere ishk ke suraj bhi hai or dhup bhi hai
Ab to ye pyar ke saye nahi dhalne wale
Ab to ye pyar ke saye nahi dhalne wale
Ab to ye pyar ke saye nahi dhalne wale
Or machlenge abhi tujhpe machalne wale
Or machlenge abhi tujhpe machalne wale
Hum deewane tere dar se nahi talne wale
Berukhi ne teri jalim hame barbad kiya
Berukhi ne teri jalim hame barbad kiya
Aise bhule ke na bhule se hame yad kiya
Aise bhule ke na bhule se hame yad kiya
Yad kiya yad kiya
Phul se dil ko nigaho se masalne wale
Phul se dil ko nigaho se masalne wale
Hum deewane tere
Hum deewane tere dar se nahi talne wale
Hum deewane tere dar se nahi talne wale
Aaj manchlenge abhi tujhpe machalne wale
Na falak ki hame parwah na jamane ka khyal
Na falak ki hame parwah na jamane ka khyal
Lakh dunia ke ho dukh hamko nahi kuch bhi malal
Lakh dunia ke ho dukh hamko nahi kuch bhi malal
Samne baithe hai baithe hai baithe hai
Samne baithe hai takdir badalne wale
Ke ji samne baithe hai takdir badalne wale
Samne baithe hai takdir badalne wale
Hum deewane tere dar se nahi talne wale
Hum deewane haye hum deewane tere
Hum deewane tere dar se nahi talne wale.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Talat Mahmood
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi