Mast aankhe hai ki paimane do
Are aaj to mujhko bahak jane do
Mast aankhe hai ki paimane do
Are aaj to mujhko bahak jane do
Itne chalka ke na paymane do
Haye jara hosh me aa jane do
Hosh ka kam baharo me nahi
Tumsa ek phul hazaro me nahi
Hosh ka kam baharo me nahi
Tumsa ek phul hazaro me nahi
Dil ki kashti me najaro me nahi
Dil ke najdik jara aane do
Haye dil ke najdik jara aane do
Haye jara hosh me aa jane do
Are aaj to mujhko bahak jane do
Dil ki har jeet me ek har bhi hai
Pyar aasa bhi hai duswar bhi hai
Har kadam pe koi diwar bhi hai
Milne pate nahi diwane do
Haye milne pate nahi diwane do
Mast aankhe hai ki paimane do
Haye jara hosh me aa jane do
Khoya khoya sa ye khwabo ka sama
Hame le aaye hai ye arman kaha
Yahi dunia to wo dunia hai jaha
Ek ho jate hai begane jaha
Haye ek ho jate hai begane do
Itne chalka ke na paymane do
Aaj to mujhko bahak jane do
Din khushi ka jo gujar jayega
Kafila dil ka pighal jayega
Waqt sharma ke thahar jayega
Apni julfe mujhe bikhrane do
Haye apni julfe mujhe bikhrane do
Aaj to mujhko bahak jane do
Mast aankhe hai ki paimane do
Haye aaj to mujhko bahak jane do.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi