O firkiwali tu kal phir aana
Nahi phir jaana tu apni jubaan se
Ke tere naina hai jara beimaan se
Matwali yeh dil kyun toda yeh
Tir kaahe chhoda najar ki kamaan se
Ke mar jaayunga main bas muskaan se
Pehle bhi tune ek roj yeh kaha tha
Pehle bhi tune ek roj yeh kaha tha
Aayungi tu na aayi
Waada kiya tha saiya banke
Badariya chhanyungi tu na chaayi
Mere pyaase
Mere pyaase naina tarase
Tu nikali na ghar se
Kaise beeti woh raat
Suhaani tu sunle kahaani
Yeh saare jahaan se ke
Teri naina hai jara beimaan se
O firkiwali tu kal phir aana
Nahi phir jaana tu apni jubaan se
Ke tere naina hai jara beimaan se
Socha tha maine kisi
Roj gori hasake
Socha tha maine kisi
Roj gori hasake
Bolegi tu na boli
Meri mohabbat bhari
Baate sun sunke dolegi tu na doli
O sapno mein
O sapno mein aanewaali ruk ja
Jaanewali kiya tune mera dil chori yeh
Puchhle gori jamin aasmaan se
Ke teri naina hai sharaab beimaan se
O firkiwali tu kal phir aana
Nahi phir jaana tu apni jubaan se
Ke tere naina hai sharaab beimaan se
Ke tere naina hai sharaab beimaan se.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kaumudi Munshi, Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Venod Sharma
Lata Mangeshkar