O laxmi o sarsu
O sheela o rajni
O laxmi o sarsu
O sheela o rajni
Dekho kya kya lekar aaya
Yeh mausam is baar
Wo gulab bhi khilega sayad
Jiska naam hai pyar
O laxmi o sarsu
Aa gayi chanchal
Hawaye geet gane
Dil ki dunia mein nayi
Halchal machane
Pyar ke din hai mohabbat
Ke zamane
Chup na baitho tum bhi
Chedo yeh tarane
Aa gayi chanchal
Hawaye geet gane
Dil ki dunia mein nayi
Halchal machane
Pyar ke din hai mohabbat
Ke zamane
Chup na baitho tum bhi
Chedo yeh tarane
O laxmi o sarsu
O laxmi o sarsu
O sheela o rajni
Dekho kya kya lekar aaya
Yeh mausam is baar
Wo gulab bhi khilega sayad
Jiska naam hai pyar
O laxmi o sheela
Zindagi arman ban
Kar gun gunayi
Ek nayi pahchan
Bankar muskurayi
Bekhudi yeh kis jaha
Mein khich layi
Har taraf se bas yahi
Awaaz aayi
Zindagi arman ban
Kar gun gunayi
Ek nayi pahchan bankar
Muskurayi
Bekhudi yeh kis jaha
Mein khich layi
Har taraf se bas yahi
Awaaz aayi
O laxmi o sarsu
O laxmi o sarsu
O sheela o rajni
Dekho kya kya lekar aaya
Yeh mausam is baar
Wo gulab bhi khilega sayad
Jiska naam hai pyar
O laxmi o sheela
Hum se bhi kuch kah
Rahi hai yeh fizaye
Sabar dil ka azmati
Hai ghataye
Chedati hai humko bhi
Natkhat adaye
Phir bhi kyu majbur hai
Hum kya bataye
Hum se bhi kuch kah
Rahi hai yeh fizaye
Sabar dil ka azmati
Hai ghataye
Chedati hai humko bhi
Natkhat adaye
Phir bhi kyu majbur hai
Hum kya bataye
O laxmi o sarsu
O laxmi o sarsu
O sheela o rajni
Dekho kya kya lekar aaya
Yeh mausam is baar
Wo gulab bhi khilega sayad
Jiska naam hai pyar
O laxmi o sarsu
O laxmi o sarsu
O laxmi o sarsu
O sheela o rajni
Dekho kya kya lekar aaya
Yeh mausam is baar
Wo gulab bhi khilega sayad
Jiska naam hai pyar.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar