O meharban dekho zara
Kaise gairo ne luta hai mera chaman
O meharban dekho zara
Kaise gairo ne luta hai mera chaman
Kaliya masal di pucho ko toda
Sakho pe ek phul bhi to na choda
Is julm pe ye jami chup rahi
Or kuch bhi na bola ye nila gagan
O meharban dekho zara
Kaise gairo ne luta hai mera chaman
Chand taro se bhi parda karti thi mai
Apne saye se bhi ap darti thi mai
Chand taro se bhi parda karti thi mai
Apne saye se bhi ap darti thi mai
Akeli kabhi na nikli me ghar se
Akeli kabhi na nikli me ghar se
Milayi najar na kisi ki najar se
Ek pawan ke siwa na kisi ne chua
Sone chandi se ujla mera badan
Ek pawan ke siwa na kisi ne chua
Sone chandi se ujla mera badan
O meharban dekho zara
Kaise gairo ne luta hai mera chaman
Maine kuch kho diya or kuch pa liya
Jo hua so hua dil ko samjha liya
Maine kuch kho diya or kuch pa liya
Jo hua so hua dil ko samjha liya
Gin gin ke badle dunia se lungi
Gin gin ke badle dunia se lungi
Dhokhe mile hai dhokhe hi dungi
Naj jis jis pe tha lut gayi wo ada
Ab sarafat ka maine bhi choda chalan
Naj jis jis pe tha lut gayi wo ada
Ab sarafat ka maine bhi choda chalan
O meharban dekho jara
Kaise gairo ne luta hai mera chaman.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Mohammed Rafi