O pardanashi pardo ko zara
Chehre se hata to baat bane
O pardanashi pardo ko zara
Chehre se hata to baat bane
Badal mein chhupi ek bijli si
Duniya ko jala to baat bane
O pardanashi pardo ko zara
Chehre se hata to baat bane
O pardanashi
Ho husn adal ke deewane
Badnam na kar badnam na ho
Badnam na kar badnam na ho
Jo hasar hua parwane ka
Tera bhi wahi anjaam na ho
Tera bhi wahi anjaam na ho
Sholo ko laga kar seene se
Sholo ko haye
Sholo ko laga kar seene se
Daman ko bacha to baat bane
O pardanashi pardo ko zara
Chehre se hata to baat bane
O pardanashi
Ho dekhi jo bas teri ek jhalak
Hum dil ka sury jala baithe
Hum dil ka sury jala baithe
Gash kha ke gire to uth na sake
Kuch aise hosh gawa baithe
Kuch aise hosh gawa baithe
Mil jaaye agar kismat se tere
Mil jaaye agar haye
Mil jaaye agar kismat se tere
Daman ki haya to baat bane
O pardanashi pardo ko zara
Chehre se hata to baat bane
O pardanashi
Ho deewane husn ke daman
Kuch phul bhi hai kuch khar bhi hai
Kuch phul bhi hai kuch khar bhi hai
O pardanashi pardo ko zara
Chehre se hata to baat bane
O pardanashi
Pal bhar ke liye gulshan mein agar
Tu khol ke zulfen aa jaaye
Pal bhar ke liye gulshan mein agar
Tu khol ke zulfen aa jaaye
Aa jaaye
Sawan ki ghata sharma jaaye
Duniya pe andhera chha jaaye
Sawan ki ghata sharma jaaye
Duniya pe andhera chha jaaye
Ban jaaye qayamat ka naksha
Ban jaaye qayamat
Qayamat qayamat
Qayamat ka naksha
Ban jaaye kayamat ka naksha
Yeh naksha bana to baat bane
Yeh naksha bana to baat bane
Yeh naksha bana to baat bane
Yeh naksha bana to baat bane.
Asha Bhosle