Gaanv mein mach gaya shor
Gaanv mein mach gaya shor
O saathi gali mein baj gaya dhol
Gaanv mein mach gaya shor
O saathi gali mein baj gaya dhol
Tu naache main gaau
Tere ghungaru mere bol
O saathi gali mein baj gaya dhol
Gaanv mein mach gaya shor
O saathi gali mein baj gaya dhol
Keh le sun le aaj hain mauka
Kal mat kehana ho gaya dhoka
Keh le sun le aaj hain mauka
Kal mat kehana ho gaya dhoka
Laaj sharam ne rasta roka
Mann ghugat tan pawan ka jhinka
Ghunghat mein jal jaayegi tu
Gori ghunghat khol
Gaanv mein mach gaya shor
O saathi gali mein baj gaya dhol
Main naachu tu gaaye
Mere ghungaru tere bol
O saathi gali mein baj gaya dhol
O saathi gali mein baj gaya dhol
Surat murat kaisi kaisi
Eknahi par tere jaisi
Surat murat kaisi kaisi
Eknahi par tere jaisi
Main toh hoon sab logon jaisi
Haay mujhame kya baat hai aisi
Geet ke mukhade sa mukhada
Sangeet se mithe bol
Are gaanv mein mach gaya shor
O saathi gali mein baj gaya dhol
Tu naache main gaau
Tere ghungaru mere bol
O saathi gali mein baj gaya dhol
Are gali mein baj gaya dhol
Haay haay meri ungali marodi
Are tune meri chudi todi
Haay haay meri ungali marodi
Are tune meri chudi todi
Chhod shikaayat lambi chaudi
Shor jyaada chot hai thodi
Maaru ke chhodu tere saath
Suluk karu kya bol
O o o o gaanv mein are
Gaanv mein mach gaya shor saathi
Gali mein baj gaya dhol
Tu naache main gaau
Tere ghungaru mere bol
O saathi gali mein baj gaya dhol
Are gali mein baj gaya dhol
Bansi bajaaye kishan kanhaiya
O raadha naache ta ta thaiya
Bansi bajaaye kishan kanhaiya
O raadha naache ta ta thaiya
Tum kyun pichhe chhupake khade ho
Tum bhi naacho ganga maiya
Saans bahu sang sang naache
Toh duniya jaaye dol
Are gaanv mein mach gaya shor
O saathi gali mein baj gaya dhol
Tu naache main gaau
Tere ghungaru mere bol
O saathi gali mein baj gaya dhol
Are gaanv mein mach gaya shor
O saathi gali mein baj gaya dhol
Are gaanv mein mach gaya shor
O saathi gali mein baj gaya dhol.
Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Anand Bakshi, Lata Mangeshkar
Shabbir Kumar
Asha Bhosle, Suresh Wadkar