Paise bina koi kaise jiye
Ha ha isi paise ke liye
Paise bina koi kaise jiye
Ha ha isi paise ke liye
Paise ke liye
Bani re kathputli main bhi bani
Bani re kathputli main bhi bani
Paise bina koi kaise jiye
Ha ha isi paise ke liye
Paise ke liye
Bani re kathputli main bhi bani
Bani re kathputli main bhi bani
Paiso ke dam se is jaha mein
Ronak hain subah sham ki
Aise jaha mein jindagi hain
Paise bina kis kam ki
Sadko pe nachu
Sadko pe nachu
Rat dil main marji yahi ram ki
Bani re kathputli main bhi bani
Bani re kathputli main bhi bani
Ye duniya wale khud ko beche
Hak dusro ka mar ke
Paiso ki khatir dil deewane
Bik jaye sab kuchh har ke
Kya hain burayi kya hain burayi
Main lutau nagme khushi ke pyar ke
Bani re kathputli main bhi bani
Bani re kathputli main bhi bani
Mera bhi dil hain dil mein mere
Sapne suhane hain kayi
Jiske liye main jaan lutadu
Aisa bhi apna hain koi
Usko tamanna uski tamanna
Kar doon poori
Meri tamanna hain yahin
Bani re kathputli main bhi bani
Bani re kathputli main bhi bani
Paise bina koi kaise jiye
Ha ha isi paise ke liye
Paise bina koi kaise jiye
Ha ha isi paise ke liye
Paise ke liye
Bani re kathputli main bhi bani
Bani re kathputli main bhi bani.
Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar
Shabbir Kumar, Shailendra Singh
Suresh Wadkar, Udit Narayan
Alka Yagnik
Alka Yagnik
Alka Yagnik