Jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Apna koi taraana maine nahi banaya
Apna koi taraana maine nahi banaya
Tumne mere labo pe har ek sur sajaya
O jab jab mere tarane duniya ne gungunaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Mumkin hai zindgani kar jaye bewfayi
Mumkin hai zindgani kar jaye bewfayi
Lekin ye pyar vo hai jisme nahi judayi
Is pyar ke fasane jab jab juba pe aaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye
Mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye.
Sachin Das, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Sachin Das, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Sachin Das, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Asha Bhosle