Aapki mehfil mein ek dil leke aayi hu
Dil ko pyar ki jarurat hai
Dildar ki jarurat hai
Kaun hai wo hum hai
Hum hai jaane man hum hai
Nahi nahi nahi is dil ki bhi ek pasand hai
Ho aisa waisa
Aisa waisa koi mujhe jachta nahi
Jach jaaye to fir bachta nahi
Aisa waisa koi mujhe jachta nahi
Jach jaaye to fir bachta nahi
Yeh rang hai mere pyar ka
Yeh rup hai mere pyar ka
Yeh rang hai mere pyar ka
Yeh rup hai mere pyar ka
Aisa waisa koi mujhe jachta nahi
Jach jaaye to fir bachta nahi
Kiske liye uske liye
Are uske liye hotho ki agan
Jiske liye hotho ki agan
Uske liye makhmali badan
Wahi jachega pehli najar
Jite jo mera man man man
Aisa waisa
Aisa waisa koi mujhe jachta nahi
Jach jaaye to fir bachta nahi
Yeh rang hai mere pyar ka
Yeh rup hai mere pyar ka
Aisa waisa koi mujhe jachta nahi
Jach jaaye to fir bachta nahi
Aisa hai mera badan
Hai chhu jaaye to tan se tan
Hai chhu jaaye to tan se tan
Ban jaaye dilo ki dhadkan
Do hi pal mein dur karu
Barso ka akela pan
Aisa waisa
Are aisa waisa koi mujhe jachta nahi
Jach jaaye to fir bachta nahi
Yeh rang hai mere pyar ka
Yeh rup hai mere pyar ka
Aisa waisa koi mujhe jachta nahi
Jach jaaye to fir bachta nahi
Aisa waisa nahi waisa
Are nahi iske jaisa are nahi
Jachta nahi jachta nahi jachta nahi.
Sachin Das, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Sachin Das, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Sachin Das, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Asha Bhosle
Kishore Kumar