Ek to chand gagan mein chamke
Do more gal gulabiya mein
Char chand mori bindiya mein chamke
Lakho chand more ghungta mein
Main mastani dil jani
Kuch payal mari bole
Chham chham payal mari bole
Hai main mastani dil jani
Kuch payal mari bole
Jisne maa ka dudh piya ho
Ghungta maro khole
Ghungta maro khole
Ha usi ke sang chalungi
Ha usi ke rang rangungi
Phir jo hona ho jo hole hole
Are main mastani dil jani
Kuch payal mari bole bole
Ho yeh meri nathaniya
Deewano ka dil hai deewano ka dil
Yeh meri nathaniya
Deewano ka dil
Hai yeh katil bada mere chehre katil
Ha ha chehre katil
Sabhi chhokri is bindiya se
Parke aaj nagina
Keh kar itar itar walo ne
Becha mera pasina
Mere jaisi chanramukhi
Mere jaisi chanramukhi
Jo tan man dhan se tole
Usi ke sang chalungi hai
Usi ke rang rangungi ha
Phir jo hona ho jo hole hole
Are main mastani dil jani
Chham chham payal mari bole bole
Ho hai meri nazakat ke charche nirale
Ha charche nirale
Hai meri nazakat ke charche nirali
Chalu chandani mein to padte hai thale
Ha padte hai thale
Jo koi mere nakhre sahle
Aur jhulabi jhule
Chanchan kaya usko dungi
Saat janam na bhule
Jo shole ko sabnam karde
Jo shole ko sabnam karde
Sabnam karde shole
Ghungta maro khole
Usi ke sang chalungi ha
Usi ke rang rangungi ha
Phir jo hona ho jo hole hole
Main mastani dil jani
Kuch payal mari bole
Chham chham payal mari bole
Jisne maa ka dudh piya ho
Ghungta maro khole
Ghungta maro khole
Usi ke sang chalungi ha
Usi ke rang rangungi ha
Phir jo hona ho jo hole hole.
Sachin Das, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Sachin Das, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Sachin Das, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Kishore Kumar
Asha Bhosle