Phoolon ki tarah wo hansti thi
Kaliyo ki tarah muskati thi
Wo tumse bilkul milti hai
Khabo mein mere jo aati thi
Phoolon ki tarah wo hansti thi
Kaliyo ki tarah muskati thi
Wo tumse bilkul milti hai
Khabo mein mere jo aati thi
Phoolon ki tarah wo hansti thi
Jeewan ki dhakan bankar wo
Chha jati thi en kato mein
Or mein bhi dubha rahta tha
Uski matwali aakho mein
Tuh jeise sarma jati ho
Aese hi wo sharmati thi
Phoolon ki tarah wo hansti thi
Tu mere tasawwur mein aa kar
Akshar khamosh si rehti thi
Na mein tujse kuch kehta tha
Na tu mujse kuch kehti thi
Kuch maine agar kehna chaha
Teri nazar jhuk jati thi
Phoolon ki tarah wo hansti thi
Hotho ko izhazat
Tum dedo izahar
Mohbbat ka kar lu
Keh do agar jo aaj mujhe
En bhaho mein tumko bhar lu
Ye pyar ki surat hai wahi
Din raat nazar jo aati thi
Phoolon ki tarah wo hansti thi
Kaliyo ki tarah muskurati thi
Wo tumse bilkul milti hai
Khabo mein mere jo aati thi
Phoolon ki tarah wo hansti thi.
Chorus, Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Armaan Malik, Neeti Mohan
Mahendra Kapoor
Bappi Lahiri
Kishore Kumar
Chandrani Mukherjee, K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas)