Preet ka rogi ho ya jogi
Dono ek saman
Ho ik dhunde apne pritam ko
Ek dhunde bhagwan
Allah teri khair kare
Maula teri khair kare
Data teri khair kare
Tere pyar ka pahla rog liya
Fir rakh mali or jog liya
Teri yad me ek saudayi ne
Aye yar bata kya kya na kiya
Allah teri khair kare
Maula teri khair kare
Dil ishk ki aago me tapta hai
Tere naam ki mala japta hai
Tere naam ki mala japta hai
Tere husn ki khair kah hai tu
Aa mil jogi se jaha hai tu
Jaha hai tu
Aa mil jogi se jaha hai tu
Kah hai tu
Tere karan ye jag chod diya
Re tere karan ye jag chod diya
Aye yar bata kya kya na kiya
Allah teri khair kare
Maula teri khair kare
Meri manjil samne aayi hai
Mere jog ne itna jan liya
Aankhe na jise pahchan saki
Aankhe na jise pahchan saki
Dil ne to use pahchan liya
Dhalte hue din ki dhup hai ye
Ya ishk ka sacha rup hai ye
Ya ishk ka sacha rup hai ye
Kuy bhari jawani baharupiya
Re kuy bhari jawani baharupiya
Aye yar bata kya kya na kiya
Allah teri khair kare
Maula teri khair kare
Data teri khair kare
Allah khair kare ho teri khair kare.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Asha Bhosle
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar