Shola ulfat ka bhadka ke
Mere dil mein aag lagake
Na tarsayiye
Hum to kab se hue tumhare
Chup the laz sharam ke mare
Ji farmayiye
Shola ulfat ka bhadka ke
Mere dil mein aag lagake
Na tarsayiye
Hum to kab se hue tumhare
Chup the laz sharam ke mare
Ji farmayiye
Deewana aa gaya raho mein aapki
Jine ka shok hai baho mein aapki
Deewana aa gaya raho mein aapki
Jine ka shok hai baho mein aapki
Din hai bahar ke mausam hai pyar ka
Kahiye irada kya hai aakhir sarkar ka
Aakhir sarkar ka
Shola ulfat ka bhadka ke
Mere dil me aag lagake
Na tarsayiye
Hum to kab se hue tumhare
Chup the laz sharam ke mare
Ji farmayiye
Ulfat ka bojh yun dil par na daliye
Jalim sabab hai khud ko sambhaliye
Ulfat ka bojh yun dil par na daliye
Jalim sabab hai khud ko sambhaliye
Sab kuch ye pyar ki masti ka josh hai
Najro me aap hai fir kisko hosh hai
Fir kisko hosh hai
Shola ulfat ka bhadka ke
Mere dil mein aag lagake
Na tarsayiye
Hum to kab se hue tumhare
Chup the laz sharam ke mare
Ji farmayiye.
Anil Krishna Biswas, Surendra
Anil Krishna Biswas
Jyoti, Surendra
Arun Ahuja, Jyoti, Sardar Akhtar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Asha Bhosle