Qaraar Khoya Ke Jaan - Anjaana lyrics | Anjaana - Qaraar Khoya Ke Jaan lyrics

Qaraar Khoya Ke Jaan is a hindi song from the 1969 movie Anjaana. Qaraar Khoya Ke Jaan singers are Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. Qaraar Khoya Ke Jaan composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and Qaraar Khoya Ke Jaan lyricist or song writer is Anand Bakshi. Qaraar Khoya Ke Jaan music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Qaraar Khoya Ke Jaan features Rajendra Kumar, Babita, Pran, Prem Chopra. Qaraar Khoya Ke Jaan director is and the producer is . The audio of Qaraar Khoya Ke Jaan song was released on 1st January, 1969 by Saregama. Qaraar Khoya Ke Jaan YouTube video song can be watched above.


Qaraar khoya mohabbat
Me is zamane ne
Ye baat sach hi kahi
Hai kisi divaane ne


Ke jaan chali jaaye jiya nahi jaaye
Jiya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye jiya nahi jaaye
Jiya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ye ilzaam sar pe liya nahi jaaye
Liya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye hoo


Zamane me nahi deewana ham saa
Zamane me nahi deewana ham saa
Deewana nahi ye zamana ham saa
Ye kya jaane ye kya
Samajhe ye baate pyaar ki
Ye kya jaane ye kya
Samajhe ye baate pyaar ki
Oo ke pyaar har kisi se kiya nahi jaaye
Kiya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye hoo


Na aai kabhi nid na aayaa hai qaraar
Na aai kabhi nid na aayaa hai qaraar
Hamaari taubaa ham nahi karege pyaar
Bas laao dil hamara hamako
De do o sanam bas laao dil hamara
Hamako de do o sanam
Oo ye dil le ke wapas diyaa nahi jaaye
Diyaa jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye hoo


Churaa ke nazare na dekho tum ye phul
Churaa ke nazare na dekho tum ye phul
Suno ye berukhi hame nahi qubul
Yaa ham bhale jaayen yaa
Kah do ye bahaar chali jaaye
Yaa ham bhale jaayen yaa
Kah do ye bahaar chali jaaye
Oo bahaar chali jaaye piya nahi jaaye
Piya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye jiya nahi jaaye
Jiya jaaye to phir jiya nahi jaaye
Ke jaan chali jaaye hoo.



Movie/album: Anjaana
Singers: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label: Saregama
Starring: Rajendra Kumar, Babita, Pran, Prem Chopra
Release on: 1st January, 1969
1. Who is the music director of the song Qaraar Khoya Ke Jaan
Ans: Qaraar Khoya Ke Jaan song music director is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
2. Who is/are the singer/singers of the song Qaraar Khoya Ke Jaan
Ans: Qaraar Khoya Ke Jaan song singers are Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
3. Who is the Composer of the song Qaraar Khoya Ke Jaan
Ans: Qaraar Khoya Ke Jaan song composer is Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
4. Who is the Lyricist of the song Qaraar Khoya Ke Jaan
Ans: Qaraar Khoya Ke Jaan song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Qaraar Khoya Ke Jaan
Ans: Qaraar Khoya Ke Jaan song is from Anjaana
6. Who wrote the song Qaraar Khoya Ke Jaan
Ans: Qaraar Khoya Ke Jaan song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Anjaana

1
Jaan Chali Jaaye

Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

2
3
Ham Bahno Ke Liye

Lata Mangeshkar

4
Rim Jhim Ke Geet

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

5
Haay Bujho Puchho

Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)