Rangila hoon main
Dil ka ratan mera naam
Rangila hoon main
Dil ka ratan mera naam
Nishane pe nishana
Lagana mera kam
Nishane pe nishana
Lagana mera kam
Rangila hoon main
Dil ka ratan mera naam
Nishane pe nishana
Lagana mera kam
Nishane pe nishana
Lagana mera kam
Har fun maula main nahi hu
Ustad hu apnepan ka
Har fun maula main nahi hu
Ustad hu apnepan ka
Are mahfil me charcha hai
Apne deewane pan ka
Are wahi log rah jate hai
Is dunia me na kam
Baithe baithe jo ye soche
Kya hoga anzam
Kya hoga anzam
Rangila hu mai dil
Rangila hoon main
Dil ka ratan mera naam
Nishane pe nishana
Lagana mera kam
Nishane pe nishana
Lagana mera kam
Ye baat hai apne bas ki
Har dil me pyar basa du
Ye baat hai apne bas ki
Har dil me pyar basa du
Ek najar jise main dekhu
Tufa us dil me main utha du
Are isiliye aankho aankho me
Karta hu har kam
Chupke chupke mil jate hai
Chahat ke pagam
Chahat ke pagam
Rangila hu mai dil ka
Rangila hoon main
Dil ka ratan mera naam
Nishane pe nishana
Lagana mera kam
Nishane pe nishana
Lagana mera kam.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar