Main to bagiya beech khadi thi
Kuchh jagi kuch soyi
Udte udte kah gaya mujhse
Baat ye panchhi koi
Ho sab to khil gaye galo pe mere
Ke bago me gulab kaha
Sab to khil gaye gaalon pe mere
Ke bago mein gulab kaha
Sab to khil gaye gaalon pe mere
Ho main na janu ye to dunia kahe
Ke tera jawab kaha
Sab to khil gaye gaalon pe mere
Ke bago mein gulab kaha
Koi kahe main titli hu
Koi kahe main bijli hu
Koi kahe main titli hu
Koi kahe main bijli hu
Na main titli na mai biljli
Ma gaon ki chhori
Haye re meri dusman ban
Gayi surat gori gori
Kis kis ki hai buri najar mai janu
Ke bago mein gulab kaha
Sab to khil gaye gaalon pe mere
Ho main na janu ye to duniya kahe
Ke tera jawab kaha
Sab to khil gaye gaalon pe mere
Ke bago mein gulab kaha
Log kahe meri aankhe jaadu
Khusbu mera badan
Log kahe meri aankhe jaadu
Khusbu mera badan
Mujhko pata kya rup hai mera
Dekha kabhi na darpan
Mai janu ya meri jawani
Husn puche meri kahani
Ho kuchh juth to kaha nahi maine
Ho kuchh juth to kaha nahi maine
Ye bat hai kharab kaha
Sab to khil gaye gaalon pe mere
Ke bago mein gulab kaha
Sab to khil gaye gaalon pe mere
Ke bago mein gulab kaha
Sab to khil gaye gaalon pe mere
Ho main na janu ye to duniya kahe
Ke tera jawab kaha
Sab to khil gaye gaalon pe mere
Ke bago mein gulab kaha.
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Bhupinder Singh
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Govardhan Asrani, Kishore Kumar