Oo sawan nahi bhado nahi
Sawan nahi bhado nahi
Oo bindiya wali bata
Bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli kidhar chamki
Tune kabhi dekha hai kya
Tune abhi dekha hai kya
Pagle nazar to utha
Bin badal bijli idhar chamki
Oo bin badal bijli idhar chamki
Arey sunkar ke mele ki
Jhum hum aaye hai tumhre gav
Sunkar ke mele ki
Jhum hum aaye hai tumhre gav
Ha gori sambhalo hume
Kar do chunariya ki chhav
Gori sambhalo hume
Kar do chunariya ki chhav
Arey dil pe kahi,
Dil pe kahi gir na pade
Dhadke hamara jiya
Bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli kidhar chamki
Dikhti nahi sar pe dhup
Sawan ke andhe ho kya haha
Dikhti nahi sar pe dhup
Sawan ke andhe ho kya
Bijli kaha bhaware
Gora badan hai mera
Arey bijli kaha bhaware
Gora badan hai mera
Arey thoda sa mai balkha gayi
Thoda sa mai balkha gayi
To jhuma mera jhumka
Ho bin badal bijli idhar chamki
Oo bin badal bijli idhar chamki
Oo sawan nahi bhado nahi
Sawan nahi arey bhado nahi
Oo bindiya wali bata
Bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli kidhar chamki
Oo bin badal bijli idhar chamki
Oo bin badal bijli kidhar chamki
Ha bin badal bijli idhar chamki.
Chandrashekhar Gadgil
Asha Bhosle
Annette Pinto, Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar