Tauba tauba meri tauba
Ek to ye bharpur jawani
Uspar ye tanhayi
Meri tauba haye haye tauba meri tauba ha..
Ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi
Meri tauba haye haye tauba
Rat ka daman lakh sitare
Apne sathi dard bechare
Na koi ahat na koi halchal
Na koi ahat na koi halchal
Fiki ghadiya suna har pal
Suna har pal
Karwat karwat karwat
Jaise maine sabri raat bitayi
Meri tauba haye haye tauba meri tauba
Ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi
Meri tauba haye meri tauba tauba tauba
Dil tadap kar daro diwar se fariyad kare
Dil tadap kar daro diwar se fariyad kare
Koi aaye mere pahelu ko bhi aabad kare
Koi aaye mere pahelu ko bhi aabad kare
Ek bimaree mohabbat ka masiha bankar
Ek bimaree mohabbat ka masiha bankar
Mujhko tanhayi ki is kaid se azad kare
Mujhko tanhayi ki is kaid se azad kare
O yaar mere dildaar mere
O yaar mere dildaar mere
Humraj mere dumsaj mere
Aaja aaja aaja aaja
Ho aaja aaja aaja aaja
Tak tak tak tak teri baat jalima
Ankh meri pathrayi
Meri tauba haye haye tauba meri tauba
Ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi
Meri tauba mar gayi tauba tauba
Kash ke mannwa mera balak hota
Kash ke mannwa mera balak hota
Ise deke khilona bahla leti
Ise godi me pane bitha leti
Ise sine se apne laga leti
Kash ke mannwa mera balak hota
Par ye pagla aisa chanchal
Par ye pagla to aisa chanchal
Mange hath piya ka, mange hath piya ka
Ye kya jane barso gujre
Chuta sath piya ka, chuta sath piya ka
Na aane ki are na aane ki
Us bairi ne aisi sogandh khai ke
Meri tauba haye haye tauba meri tauba
Ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi
Meri tauba haay meri gayi tauba tauba
Meri tauba haay tauba margayi tauba
Tauba tauba tauba tauba mar gayi tauba.
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar