Tere chehere mein hai jo
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Aisa jalwa na koi hai
Na hua na hoga ho
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Aisa jalwa na koi hai
Na hua na hoga haye
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Apne uljhe huye balo
Ko sawar jaane de
Phul si apni yeh ruksar
Nikhar jane de
Apne uljhe huye balo
Ko sawar jaane de
Phul si apni yeh ruksar
Nikhar jane de
Sadgi hoti hai ruksat
To use hone de
Jism par rang jo bikhre
To bikhar jaane de
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Ab teri chal ko toofan
Uthane honge
Jitne soye hue fitni hai
Jagane honge
Ab teri chal ko toofan
Uthane honge
Jitne soye hue fitni hai
Jagane honge
Apni aankho ko isharo
Ki ijazat dekar
Un isharo se kai rang
Zamane honge
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Yeh banawat ka zamana
Hai banawat mange
Chahe jhuti hi sahi phir
Bhi sajawat mange
Yeh banawat ka zamana
Hai banawat mange
Chahe jhuti hi sahi phir
Bhi sajawat mange
Dil magar mera tere pyar
Ka deewana hai
Tere kadmo ki fakat halki
Si aahat mange
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi
Aisa jalwa na koi hai
Na hua na hoga, ho
Tere chehere mein hai jo
Baat kisi aur mein nahi.
Krishna Kalle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Udit Narayan
Bali Brahmbhatt
Alka Yagnik, Vinod Rathod
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu