Thande thande paani se
Nahana chaahiye
Ho ho
Thande thande paani
Se nahana chaahiye
Gaana aaye ya naa aaye
Gaana chaahiye
Haan
Arre gaana aaye ya naa
Aaye gaana chaahiye
O puttara
Thande thande paani
Se nahana chaahiye
Gaana aaye ya naa
Aaye gaana chaahiye
Arre gaana aaye ya naa
Aaye gaana chaahiye
Beta bajaao taali
Gaate hain ham qawwaali
Bajne do ek taara
Chhodo zara fawwara
Ye baalti uthaao
Dholak isse banaao
Baithe ho kya ye lekar
Ye ghar hai ya hai threatre
Picture nahin hai jaana
Baahar nahin hai aana
Mummi ko bhi
Andar bulaana chaahiye
Teri mummy ko bhi
Andar bulaana chaahiye
Ganaa aaye ya na aaye
Gaana chaahiye dhut
Arre ganaa aaye ya na
Aaye gaana chaahiye
Tum meri hathkadi ho
Tum door kyun khadi ho
Tum bhi zara nahaalo
Do chaar geet gaa lo
Daaman ho kyun bachaati
Arre dukh sukh ke
Ham hain saathi
Chhodo hato anaadi
Meri bhigodi sadi
Tum kaise besharam ho
Bacchon se koi kam ho
Mummy ko to ladne ka
Bahaana chaahiye
Chup be shaitaan
Mummy ko to ladne
Ka bahaana chaahiye
Gaana aaye ya na aaye
Gaana chaahiye haan
Are gaana aaye ya na
Aaye gaana chaahiye
He he ho ho aaa aaa
Lambi ye taan chhodo
Tauba hai jaan chhodo
Ye geet hai adhoora
Karte hain kaam poora
Ab shor mat karo jee
Sunte hain sab padosi
Hoy kah do padosiyon se
Kya jhaanken na khidkiyon se
Darwaza khatkhataaya
Lagta hai koyi aaya
Arre kah do ke aa rahe hain
Saahab naha rahe hain
Ho o o
Mummy ko to daddy
Se chhudaana chaahiye
Ab to mummy ko daddy
Se chhudaana chaahiye
Ganaa aaye ya na
Aaye gaana chaahiye
Arre gaana aaye ya naa
Aaye gaana chaahiye
Puttara
Thande thande paani
Se nahana chaahiye
O thande thande paani
Se nahana chaahiye
Gana aaye ya na
Aaye gaana chaahiye
Arre ganaa aaye ya na
Aaye gaana chaahiye.
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Kishore Kumar