Kitni zalim hai ye duniya
Fuk dala ghar mera
Jal gaya sara chaman
Hum bejuba dekha kiye
Jis tarah se hum barbaad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho
Jis tarah se hum barbaad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho
Dil ki basti is tarah se lut gayi
Ek bhool se
Jis tarah se hum barbaad huye
Najuk phool se
O ri duniya kya tujhe
Yuhi mujhe bahlana tha
O ri duniya kya tujhe
Yuhi mujhe bahlana tha
Khwab tha jo kuchh ke dekha
Jo suna afsana tha
Jis tarah se hum barbaad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho
Jis tarah se hum barbaad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho.
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle