Yeh Dharti Hindustan Ki - Duniya lyrics | Duniya - Yeh Dharti Hindustan Ki lyrics

Yeh Dharti Hindustan Ki is a hindi song from the 1968 movie Duniya. Yeh Dharti Hindustan Ki singer is Asha Bhosle. Yeh Dharti Hindustan Ki composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi and Yeh Dharti Hindustan Ki lyricist or song writer is Gopaldas Saxena (Neeraj). Yeh Dharti Hindustan Ki music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Yeh Dharti Hindustan Ki features Dev Anand, Vyjayanthimala, Balraj Sahni, Johnny Walker, Lalita Pawar. Yeh Dharti Hindustan Ki director is and the producer is . The audio of Yeh Dharti Hindustan Ki song was released on 28th December, 1968 by Saregama. Yeh Dharti Hindustan Ki YouTube video song can be watched above.


Tu kahe maharashtra tera
Wo kahe gujarat mera
Ek ka punjab ghar hai
Ek ka madras dera
Aag mein jalta bihar
Josh mein bangaal hai
Us taraf dekho
Ke sarhad par
Khadaa bhochaal hai


Mat karo tukde watan ke
Mat bano phir se ghulaam
Ek dil hum
Ek lau hum
Ik hamaari subh-o-shaam
Rang kitne hi hamaare
Ik magar tasveer hai
Jo hamen baandhe
Wo dhaagaa hai?
Nahin, zanzeer hai


Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindusta. . .aan ki
Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki
Na meri hai
Na teri hai
Beti kisi kisaan ki
Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki


Gujarati ya sikh marathi
Bangali ya madrasi
Jo bhi ho tum baad mein ho
Pehle ho bhaaratwaasi
Geeta ke mantron sang goonje
Aayat paak quraan ki
Geeta ke mantron sang goonje
Aayat paak quraan ki


Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki
Na meri hai
Na teri hai
Beti kisi kisaan ki
Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki


Deta hai awaaz himalaya
Ganga tumhe bulaati hai
Tum wo hasti jisey dekh kar
Maut ko bhi maut aati hai
Poojan karo watan ki mitti
Moorat hai bhagwan ki
Poojan karo watan ki mitti
Moorat hai bhagwan ki


Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki
Na meri hai
Na teri hai
Beti kisi kisaan ki
Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki


Dekho ghar ke hi chiraag se
Ghar mein aag na lag jaaye
Taaj ajanta ke aangan mein
Chor na koi ghus paaye
Ek bano bhar do daraar
Is toote huye makaan ki
Ek bano bhar do daraar
Is toote huye makaan ki


Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki
Na meri hai
Na teri hai
Beti kisi kisaan ki
Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki
Na meri hai
Na teri hai
Beti kisi kisaan ki
Ye dharti hindustan ki
Ye dharti hindustan ki.



Movie/album: Duniya
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Gopaldas Saxena (Neeraj)
Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand, Vyjayanthimala, Balraj Sahni, Johnny Walker, Lalita Pawar
Release on: 28th December, 1968
1. Who is the music director of the song Yeh Dharti Hindustan Ki
Ans: Yeh Dharti Hindustan Ki song music director is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Yeh Dharti Hindustan Ki
Ans: Yeh Dharti Hindustan Ki song singer is Asha Bhosle
3. Who is the Composer of the song Yeh Dharti Hindustan Ki
Ans: Yeh Dharti Hindustan Ki song composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Yeh Dharti Hindustan Ki
Ans: Yeh Dharti Hindustan Ki song lyricist is Gopaldas Saxena (Neeraj)
5. What is the movie of the song Yeh Dharti Hindustan Ki
Ans: Yeh Dharti Hindustan Ki song is from Duniya
6. Who wrote the song Yeh Dharti Hindustan Ki
Ans: Yeh Dharti Hindustan Ki song is written by Gopaldas Saxena (Neeraj)

Find other songs in - Duniya

1
Wo Aaye Aur Dil Mein Sama Kar

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

2
Is Waade Ka Matlab

Mohammed Rafi

3
Arman Lute Dil Tat Gaya

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

4
Jis Tarah Se Hum Barbaad Huye

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

5
Sach Hui Sach

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

6
Rona Hai Toh Ro Chupake

Mohammed Rafi

7
Mere Dil Mein Aavo Aur Bas Javo

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

8
Kitni Zalim Hai Yeh Duniya

Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

9
Kismat Ke Likhe Ko Mita Naa Sake

Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

10
Hay Yeh Tune Kya Kiya

Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

11
Duniya Isi Ka Naam Hai

Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Sharda Rajan Iyengar

13
14
15
Dooriyan Nazdikiyan Ban Gayi

Asha Bhosle, Kishore Kumar

16
Jhoomti Raat Jawan

Asha Bhosle, Kishore Kumar

17
18
Main Aur Meri Awargi

Kishore Kumar

19
20
Gahre Halke Halke Gahre

Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

21
Teri Meri Zindagi

Asha Bhosle