Tum hamko dekh aur hamari najar se dekh
Mithi ada se pyar se pyari najar se dekh
Tum hamko dekh
Rangat gulo se chand se ujali si chandani
Bulbul se tarane diye koyal se ragini
Rangat gulo se chand se ujali si chandani
Sab husne dil fareb kiye more ji bani
Tum hamko dekho
Hum wo nahi ke ho na asar jinki chah mein
Ye yad rakh ke tu hai hamari rah mein
Hum wo nahi ke ho na asar jinki chah mein
Lekin hai ek sart mohabbat ki raho mein
Tum hamko dekho
Tum hamko dekho
Phulo se khelna hai baharo se aake mil
Milne ki bat hai ye jara muskura ke mil
Phulo se khelna hai baharo se aake mil
Aye hoshdar hosh ka parda luta ke mil
Tum hamko dekho
Tum hamko dekh aur hamari najar se dekh
Mithi ada se pyar se pyari najar se dekh
Tum hamko dekh.
Lata Mangeshkar
Sudha Malhotra, Suman Kalyanpur
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar