Tu jab bhi dekhega jaha bhi dekhega
Mujhe to dekhega
Are nahi hai nahi hai nahi hai
Mera jawab
Koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi
Nahi hai nahi hai koi nahi koi nahi
Tu jab bhi dekhega jaha bhi dekhega
Tu jab bhi dekhega
Nikli hoon dekho sina tan ke
Aaye koi aaye koi
Kahti hoon main to iman se
Aaye koi aaye koi
Zami se nhai to aasman se
Aaye koi aaye koi
Are tu bhi nahi
Tu bhi nahi tu bhi nahi
Tu bhi nahi tu bhi nahi
Tu jab bhi dekhega jaha bhi dekhega
Mujhe to dekhega
Are nahi hai nahi hai nahi hai
Mera jawab
Koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi
Nahi hai nahi hai koi nahi koi nahi
Tu jab bhi dekhega jaha bhi dekhega
Tu jab bhi dekhega
Ye lo ji main aaya hoon mukabil
Jane jigar dekho idhar
Meri bhi ada hai badi katil
Ek nazar dekho idhar
Kahti phrogi haye haye dil
Dekho idhar dekho idhar
Isliye main maine kaha maine kaha
Maine kaha maine kaha
He tu jab bhi dekhegi jaha bhi dekhegi
Mujhhi ko dekhegi
Are nahi hai nahi hai nahi hai
Mera jawab
Koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi
Nahi hai nahi hai koi nahi koi nahi
Tu jab bhi dekhegi jaha bhi dekhegi
Tu jab bhi dekhegi
Koi chala ye chala tire nazar
Jigar bachana
Naho mein aa main tujhe sikha doon
Nishana lagana
Shola hoon main tujhe jala na doon
Zara sambhal ke aa tujhe bhuja na doon
Aayi teri kaza chhod di ye ada
Aayi teri kaza chhod di ye ada
O chhod meri kalai
He dene lagi duhai
Isliye main maine kaha maine kaha
Maine kaha maine kaha
He tu jab bhi dekhegi jaha bhi dekhegi
Mujhhi ko dekhegi
Are nahi hai nahi hai nahi hai
Mera jawab
Koi nahi koi nahi koi nahi koi nahi
Nahi hai nahi hai koi nahi koi nahi.
Amit Kumar, Usha Mangeshkar
Mohammed Rafi